Complete lyrics...
Gai-ron pe ka-ra-m, ap-non pe si-tam Ayyyye jaaaaa-ne wafaaaaa, yeh.... zu-lm na kar
Gairon pe karam, apnon pe sitam Aye jaane wafaa, yeh zulm na kar Rehne de abhi, thoda sa bharam Aye jaane wafaa, yeh zulm na kar, yeh zulm na kar,
Gairon ke thirakte shaane pe Yeh haath gawaara kaise karen ? Har baat gawaara hai lekin Yeh baat gawaara kaise karen ? Yeh baat gawaara kaise karen ?
Tujhko-o teri-i be-dardi ki kassam Aye jaane wafa, yeh zulm na kar, rehne de abhi thoda sa bharam, Aye jaane wafaa, yeh zulm na kar, yeh zulm na kar, yeh zulm na kar....
Ham bhi thhe tere manzoor-e-nazar, Dil chaahe to ab iqraar na kar Sau teer chalaa seene pe magar, Bega-non se milkar vaar na kar Bega-non se milakar vaar na kar
Be-maut kaheen, mar jaaen - na ham Ai jaan-e-wafaa, ye zulm na kar, ye zulm na kar, ye zulmm na kar
Gairon pe karam ... Ham chaahanevaale hain tere, Yun hamko jalaanaa theek nahin Mehfil mein tamaashaa ban jayen, Is darjaa sataanaa theek nahin Is darjaa sataanaa theek nahin
Ai jaan-e-wafaa ye zulm na kar, ye zulm na kar, yeh zulm na kar Gairon pe karam ... |